1. Lava Blaze 5G – Made in
India Power!
Lava Blaze 5G ek zabardast option aur phone hai un users ke liye jo Indian brand par bharosa rakhte hai aur kam daam me 5G ka maza lena chahte hain.
Battery
Isme aapko 5000mAh ki battery milti hai jo normal use me 1.5 din tak easily chal jaati hai. Standby time bhi kaafi accha hai.
Performance
Dimensity 6020 processor ke sath phone normal multitasking aur basic gaming jaise BGMI Lite tak smoothly chala leta hai.
Camera Quality
50MP dual camera normal daylight photos ke liye kafi achha hai. Portrait mode average hai. Selfie camera 8MP ka hai.
Display Experience
6.5" HD+ display hai with 90Hz refresh rate. Indoors theek hai, par sunlight me thoda dull lagta hai.
Brand & Warranty Info
Ye phone Lava company ne banaya hai — jo ki ye ek Indian brand hai. 1 year ki standard warranty milti hai.
Brand - Lava
Made in India
Budget
Under ₹10,000 segment me 5G support ke sath ye ek best deal hai, beginners aur students ke liye value for money option hai.
Khaasiyat (Jo accha hai)
5G connectivity, clean Android interface, aur decent performance is price par is phone ko kaafi special banate hain.
Kami (Jo accha nahi hai)
Camera performance night mode me weak hai aur display thoda dull lagta hai outdoor sunlight me.
2. POCO C55 Budget King
with Style
Agar aap log stylish design ke saath ek powerful budget phone khojne me lage hain to POCO C55 aapko performance aur looks dono ka perfect balance deta hai.
Battery
5000mAh battery normal use me ek din aaram se nikal deti hai. Casual use me 6–7 ghante ka screen-on-time milta hai.
Performance
MediaTek Helio G85 processor daily tasks aur casual gaming ke liye kaafi acha perform karta hai.
POCO C55 – Budget King with Style
Camera Quality
50MP rear camera with AI mode decent photos nikal leta hai. Low light me thoda noise hota hai. 5MP selfie camera hai.
Display Experience
6.71" HD+ display kaafi bada hai, binge-watching ke liye sahi hai. Colors thode neutral lagte hain.
Brand & Warranty Info
POCO Xiaomi ka sub-brand hai. 1 year brand warranty milti hai handset par.
Brand - POCO (by Xiaomi)
Made in China
Budget
₹8,000–₹9,000 ke range me stylish looks aur acchi performance milti hai. Students ke liye badiya option hai.
Khaasiyat (Jo accha hai)
Unique leather-like back panel, decent processor aur clean MIUI interface is phone ko different banate hain.
Kami (Jo accha nahi hai)
Isme full HD+ display nahi hai, HD+ panel hai. Side fingerprint bhi missing hai.
3. Realme Narzo N53 ,Slim
Phone, Heavy Battery!
Battery
5000mAh battery aur 33W fast charging combo ke sath aata hai, full charge lagbhag 80 minutes me ho jata hai.
Performance
Unisoc T612 processor se daily multitasking aur light gaming achhi chalti hai. High-end games me lag ho sakta hai.
Realme Narzo N53 – Slim Phone, Heavy Battery!
Camera Quality
50MP AI camera acchi daylight photos nikalta hai. Selfie camera 8MP ka hai, kaam chalaane layak hai.
Display Experience
6.74" HD+ display with 90Hz refresh rate kaafi smooth lagta hai. Outdoor visibility theek-thaak hai.
Brand & Warranty Info
Ye Realme ka phone hai jo youth ko focus karta hai. 1 saal ki warranty aati hai.
Brand - Realme
Made in China
Budget
₹9,000 ke andar fast charging aur stylish design ke sath kaafi achha option hai is range me.
Khaasiyat (Jo accha hai)
Ultra slim design, 90Hz refresh rate display aur fast charging iski strong selling points hain.
Kami (Jo accha nahi hai)
Processor average hai, zyada multitasking ya heavy gaming karoge to phone garam ho sakta hai.
4.Infinix Smart 8Plus
Battery Under ₹7K!
Battery
6000mAh ki badi battery 2 din tak chal jaati hai normal usage me. Ek baar charge karke bhool jaoge.
Performance
Unisoc T606 processor se basic apps jaise WhatsApp, YouTube smoothly chal jaate hain. Heavy apps me lag aata hai.
Infinix Smart 8 Plus – Monster Battery Under ₹7K!
Camera Quality
13MP dual AI camera normal photos ke liye theek hai. Front me 8MP selfie shooter milta hai.
Display Experience
6.6" HD+ display hai with 500 nits brightness. Indoor me thik hai, lekin outdoor me struggle karta hai.
Brand & Warranty Info
Infinix ek Transsion Holdings ka brand hai. Ye mostly budget segment me phones banata hai.
Brand - Infinix
Made in China / Assembled in India
Budget
₹6,999 me Type-C charger aur itni badi battery milna kaafi rare hai. Super budget phone hai.
Khaasiyat (Jo accha hai)
Big battery, fingerprint sensor aur face unlock is price me milna bada fayda hai is phone ka.
Kami (Jo accha nahi hai)
Display average hai aur bloatware zyada milta hai. Camera bhi sirf basic level ka hai.
5. Itel P55 5G – Future
Ready Budget Phone
Battery
5000mAh battery fast charging ke sath aati hai jo ek din se zyada chal jaati hai normal use me.
Performance
Dimensity 6080 processor ke sath 5G aur multitasking dono smooth chalte hain. Apps bahu fast khulte hain.
Camera Quality
50MP dual AI camera basic photography ke liye sahi hai. Selfie 8MP hai, video call quality decent hai.
Display Experience
6.6" HD+ IPS display with 90Hz refresh rate. Smooth UI experience deta hai.
Brand & Warranty Info
Itel bhi Transsion group ka hi part hai. Budget-friendly aur reliable phones ke liye jaana jata hai.
Brand - Itel
Made in China / Local Assembly
Budget
₹9,999 me 5G support milna isse budget me sabse sahi deal banata hai. Future proof phone hai.
Khaasiyat (Jo accha hai)
5G, 90Hz display, accha processor aur clean UI beginner bloggers ke liye ideal phone banata hai.
Kami (Jo accha nahi hai)
Camera low light me weak hai aur UI thoda outdated feel hota hai. Thoda heat bhi hota hai long use me.
Also Read :
motorola edge z70 ultra review hindi
Disclaimer
The information provided in this blog is for general informational purposes only. We do not guarantee the accuracy or completeness of any product details. Always check official sources before making a purchase.
Post a Comment